Your native language

عربي

Arabic

عربي

简体中文

Chinese

简体中文

Nederlands

Dutch

Nederlands

Français

French

Français

Deutsch

German

Deutsch

Italiano

Italian

Italiano

日本語

Japanese

日本語

한국인

Korean

한국인

Polski

Polish

Polski

Português

Portuguese

Português

Română

Romanian

Română

Русский

Russian

Русский

Español

Spanish

Español

Türk

Turkish

Türk

Українська

Ukrainian

Українська
User Avatar

Sound


Interface


Difficulty level


Accent



interface language

en

Lyrkit YouTube Lyrkit Instagram Lyrkit Facebook
Cookie policy   |   Support   |   FAQ
1
register / login
Lyrkit

donate

5$

Lyrkit

donate

10$

Lyrkit

donate

20$

Lyrkit

And/Or support me in social. networks:


Lyrkit YouTube Lyrkit Instagram Lyrkit Facebook
Arjun Kanungo

Ilzaam

 

Ilzaam

(album: Industry - 2022)


Bata de mujhe wajah de mujhe
Mera hi main na raha sab dhoondh rahe
Maine kiya aisa kya hum phir na mile

Main khud se hi kyun laapata
Hata de usse mita de usse
Duniya bani pyaar ki ilzaam tale
Tune kiya aisa kya hum phir na mile

Tune kaha tha mujhe
Na chhod ke jaana kabhi
Phir kyun palte hoon alag
Par bura to nahi

Ilzaam lage ke main badal gaya
Kyun badal gaya kabhi puchh meri jaan
Aansuon se bhara samandar tha mera
Tu tair na saki main doob gaya
Ilzaam lage

King!

Thodi wafa mujhse bhi kar leti
Maan leta paar khuda ke
Na jaane seh gaye kitne sitam
Socha tum haqdaar wafa ke

Hum galti se seekh gaye
Kabhi karna karna na bharosa
Husn walon pe

Khul ke bata do kya hisaab karoge
Ho itna chup reh ke kya barbaad karoge
Aur ab jo le hi chuke ho tum sab humara
Ab kyun yaad karoge

Ilzaam lage ke main badal gaya
Kyun badal gaya kabhi puchh meri jaan
Aansuon se bhara samandar tha mera
Tu tair na saki main doob gaya

Tere zulmon ko main aaj bhi
Hoon kyun seh raha
Tu bewajah bewafa kyun bani
Pehli dafa jahan yeh mera ro gaya
Sab kho gaya jo tu na mili

Jaane jaana aisa kya hai
Tune mujhse jo churaya
Mujhse puchho jeena kya hai
Itna chah ke bhi mil na paaya

Maine maana dil dukha hai
Apne haal pe rona aaya
Duniya jeeti sabko paaya
Bas ek pyar tera hisse na aaya

done

Did you add all the unfamiliar words from this song?