Your native language

عربي

Arabic

عربي

简体中文

Chinese

简体中文

Nederlands

Dutch

Nederlands

Français

French

Français

Deutsch

German

Deutsch

Italiano

Italian

Italiano

日本語

Japanese

日本語

한국인

Korean

한국인

Polski

Polish

Polski

Português

Portuguese

Português

Română

Romanian

Română

Русский

Russian

Русский

Español

Spanish

Español

Türk

Turkish

Türk

Українська

Ukrainian

Українська
User Avatar

Som


Interface


Nível de dificuldade


Sotaque



Interface de linguagem

pt

Lyrkit YouTube Lyrkit Instagram Lyrkit Facebook
Política de cookies   |   Suporte   |   FAQ
1
cadastre-se / faça login
Lyrkit

doar

5$

Lyrkit

doar

10$

Lyrkit

doar

20$

Lyrkit

E/ou me apoie nas redes sociais. redes:


Lyrkit YouTube Lyrkit Instagram Lyrkit Facebook
Arijit Singh

Manwa Behrupiya (from "Bollywood Diaries" soundtrack)

 

Manwa Behrupiya (from "Bollywood Diaries" soundtrack)


Ye kahaan leke aayi hain khwaishein
Mmm… dhadkane bekhudi mein jaane kya kahe
Hua kya hai tujhe, aye mere mann baawre
Bebasi mein jaane na tu, ye kya kare

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Ek dor koi kheenche
Khwabon ke peeche peeche
Kehna kisi ka maane naa

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Apni kismat ko khud hi badal de
Mukti ke iss path par tu khud hi chal de
Sapne tere kabhi na honge adhoore
Tere iraade bhi ab honge poore
Janam maran ke dhaago se ab
To aise bandh jaayega ha..
Rooh ka parinda udke phir se
Iss dharti par aayega

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Saansein behakti hain mere seene mein
Aane laga hai mujhko maza ab jeene mein
Paas pachuchna hai taaron ke
Pankh laga ke armaano ke.. tu udta hi jaaye..

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

O zindagi ye jab bhi afsaane naye banati hai
Ashqon ke qatron ko bhi moti sa chamkati hai
Mit jaate hain faasle paas jab ye bulaati hai
Lamhon ke dhoondh rahe the
Khud chal kar aa jaate hain
Pal bhar mein khushiyon ki ye kaisi saugaat hai
Ubhar gaye do gaalon pe
Rang hain ya jazbaat hain
Kyun aise mann ma..

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Ek dor koi kheenche
Khwabon ke peeche peeche
Kehna kisi ka maane naa

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

feito

Você adicionou todas as palavras desconhecidas dessa música?