音效
界面
难度等级
口音
界面语言
1
和/或在社交方面支持我。网络:
Tajdar-E-Haram
Kismat mein meri chain se jeena likhde Doobe na kabhi mera safeena likh de Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye Aye kaatib-e-taqdeer, madina likhde Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge Haami-e-bekasaan kya kahega jahan Haami-e-bekasaan kya kahega jahan Aapke darr se khaali agar jayenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Koi apna nahi gham ke maaray hain hum Koi apna nahi gham ke maaray hain hum Aapke darr pe faryaad laaye hain hum Ho nigah-e-karam, warna chokhat pe hum Ho nigah-e-karam, warna chokhat pe hum Aapka naam le le ke mar jayenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Kya tumse kahoon aye Arab ke kunwar Tum jaanat ho mann ki battiyaan Darr furqat toh aye ummi-laqab Kaate na katath hai ab rattiyaan Turi preet mein sudbud sab bisri Kab tak rahegi ye beqabri Daah-e-ka pigan duzdi da nazar Kabhi sun bhi toh lo humri battiyaan Aapke darr se koi na khaali gaya (Aapke darr se koi na khaali gaya) Aapke darr se koi na khaali gaya Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya (Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya) Ho habeeb-e-hazin, ho habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazar Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge (Ho habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazar) (Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge) Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Maikashon aao aao madine chalen (Madine chalen, madine chalen, madine chalen) Maikashon aao aao madine chalen (Madine chalen, madine chalen, madine chalen) Aao madine chalen, Aao madine chalen, Isi mahine chalen Aao madine chalen, (Aao madine chalen) (Aao madine chalen) (Isi mahine chalen) (Aao madine chalen) Tajalliyon ki ajab hai fazaa madine mein (Tajalliyon ki ajab hai fazaa madine mein) Nigah-e-shauk ki hai inteha madine mein (Nigah-e-shauk ki hai inteha madine mein) Gham-e-hayat na khauf-e-kazaa madine mein (Gham-e-hayat na khauf-e-kazaa madine mein) Namaz-e-ishq karenge adaa madine mein (Namaz-e-ishq karenge adaa madine mein) Barah-e-raas hai raahe-e-khuda madine mein Aao madine chalen Aao madine chalen Isi mahine chalen Aao madine chalen Maikashon aao aao madine chalen (Maikashon aao aao madine chalen) Dast-e-saaqiy-e-kausar se peene chalen (Dast-e-saaqiy-e-kausar se peene chalen) Yaad rakho agar Yaad rakho agar (Yaad rakho agar) (Yaad rakho agar) Uthgayi ek nazar Jitne khaali hai sabb jaam bhar jayenge (Yaad rakho agar) (Uthgayi ek nazar) Owww Nazar Jitne khaali hai sabb jaam bhar jayenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr (Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr) Sakht mushkil hai aaqa kidhar jayen hum (Sakht mushkil hai aaqa kidhar jayen hum) Ap hi garr na lenge, hamari khabar Hum musibat ke maaray kidhar jayenge (Ap hi garr na lenge, hamari khabar) (Hum musibat ke maaray kidhar jayenge) (Tajdar-e-haram) (Tajdar-e-haram) Ya mustafa, ya mujtaba, Eraham-lana, eraham-lana Dast-e-hama, bechara ra Daama tuhi, daama tuhi Mann aasiyam, Mann ajizam Mann bekasam, Haal-e-mara Pursa tuhi, pursa tuhi Pursa tuhi, pursa tuhi Aye mushtub-e-zambar fishaan Paike naseem-e-sub hadam Aye charagar insanafas Aye moonise beemar-e-gham Aye qaasid-e-parkhundapaye Tujhko usi gul ki kasam Innal tayari has saba Yauman ila-ar-dil-haram Ballig salami roza tann Fi-han nabi-al-mohtaram Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam (Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam) Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge Haami-e-bekasaan kya kahega jahan (Haami-e-bekasaan kya kahega jahan) Aapke darr se khaali agar jayenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram
完毕